A Sad Love story.........
1 ladki thi khushboo jo 1 ladke se bohot pyar karti thi vo hamesha use dekhti rehti thi . or us ladke ka nam tha Arjun. khushboo ne ek bar Arjun ko purpose bhi kiya par Arjun kabhi khushboo ke pyar ko samjh nahi paya. khushboo arjun ko paglo ki tarh pyar karti thi . par Arjun hamesh us ladi se dur bhagta rehta tha . because Ajun ko ye Pyar-vyar jasi chize waist-of-time lagti thi .
fir 1din khushboo US chali gyi par vaha jane ke bad bhi vo Arjun ko nahi bhul payi . Vo har saal new year eve par Arjun se milne India ati thi . par Arjun har saal usse bachne ke liye 1 nayi ladi ko usse milvata tha or kehta tha ki ye uski new Girlfriend hai par fir bhi khushboo ko vishwas tha ki ek din vo uske pyar ko samjhega . par vo nahi samjha . Arjun ke friend se ne bhi usse samjhaya ki khushboo usse sach me bohot pyar karti h par kisi ki bat nahi sunta trha .
fir 1 new year aisa aya ki kushboo Arjun se milne nahi ayi . arjun bechan ho gya usse samjh nahi a raha tha ki vo kya kare vo bas khushboo ka intzar kar raha tha par khushboo nahi ayi. ! saal , 2 saal, 4 saal ho gye par khushboo ki koi khabr nahi . Arjun bohot bechan hota raha tab usse khushboo ke pyar ka ahsas hua or samjh aya ki true love kya hota . fir usne kisi tarh khushboo ka number pta kiya or usse call kari or usse purpose kar diya . ye baat sunte hi khushboo ne vapis India jane ki taiyari shuru kar di . or vo raat ki flight se hi India ke liye nikl gyi . or Arjun kushboo ka intzar kar raha tha . tabhi news ayi ki jis plen se khushboo a rahi us plenj me technical kharabi ki vajh se aag lag gyi or plen Crash ho gya . or khushboo bhi usi plen me mar gyi
or Arjun bas Rota hi rah gya .................................................................................................................
...........................................................................................................................................................
......................................................................................................................................................
............................................................................................................................................

Verry nice.. Sad one😕
ReplyDelete